Milad Dun Nabi Ka Islahi Pehlu

guzashta Posts ki guftagu se yeh baat sarahatan saabit hoti hai ke jashne eid milaad dun nabi ka ihtimaam karna 

jashne eid milaad dun nabi
jashne eid milaad dun nabi
jashne eid milaad dun nabi

yaqeenan mustahsan aur baais-e Ajr wa Sawab amal hai lekin iss mauqa par agar ineqad jashne eid milaad dun nabi ke baaz qabil e aitraaz Pahlooun se sar e nazar karte huwe unhen barqarar rehne diya jaye to hum jashne eid milaad dun nabi ke Fayooz wa barkaat se mahroom rahen ge, jab tak iss pakeeza jashne eid milaad dun nabi mein Taharat , Nafasat aur kamaal darjah ki pakizgee ka khayaal nahi rakha jaye ga to sab kuch karne ke bawajood iss se haasil honay walay matlooba samrat sametna to dar kinar, hum allah taala aur uss ke Rasool e Muzam ki narazgi mol len ge, jashne eid milaad dun nabi aur juloos jashne eid milaad dun nabi ka sara ihtimaam chunkay rasool e Muhtasham ki wiladat ki khushii mein hota hai, 



iss liye iss ka taqaddus barqarar rakhna usi terhan zurori hai jis terhan rasool e akrm ki zahiri hayaat mein aap ki Majlis e jashne eid milaad dun nabi mubarak ke aadaab malhooz rakhay jatay they, kyunkay ahadees mubarikah mein hai ke subah va sham rasool e akrm par dorood wa slam ke ilawa aap ki Ummat ke dosray naik wa bad amaal bhi paish kiye jatay hain, rasool akrm achay kaam dekh kar khushii ka izhaar karte hain aur buraiee dekh kar narazgi ka izhaar karte hain. [As shifa :119. .. albadaya wa-al-nihaya : 6257]

jashne eid milaad dun nabi
jashne eid milaad dun nabi
jashne eid milaad dun nabi


To Bilkul isi terhan hamari yeh khusihyan bhi rasool akram ke samnay paish ki jati hain, agar inn mein Sadaq wa Ikhlas shaamil nahi ho ga to rasool e akram ko hamari aisi mehafilon ke ineqad se kya musarrat ho gi? aur allah taala apni bargaah mein apne mehboob ki khatir ki janay wali aisi taqreeb ko kyun kar sharf e qabuliat se nawazay ga? yeh hamaray liye lamha e fikri hai isy penhere .


yeh baat khush aaind hai ke 
jashne eid milaad dun nabi ka aqeedah rakhnay walay aurjashne eid milaad dun nabi ke juloos waghera ka ihtimaam karne walay rasool e akarm se itni mohabbat wa aqeedat ka Mazahire karte hain ke jashne eid milaad dun nabi ki khoshion ko Juz wa Iman samajte hain, yeh sab apni jagah durust aur haq hai Magar unhen mehfil jashne eid milaad dun nabi ke taqazoon ko bhi mad e nazar rakhna chahiye is mubarak mauqa ke Fayooz wa barkat semathnay ke liye zurori hai ke Rasool e Akram  ke jashne eid milaad dun nabi shareef ki un pakeeza mehafilon mein iss andaaz se shirkat karen jis mein shariat Mutahera ke Ehkaam ki mamooli khilaaf warzi bhi nah honay paye lekin fi zamana baaz maqamat par maqam wa taazeem e risalat se be Khabar Jahil log jashne eid milaad dun nabi ko be shumaar Munkirat wa bidaat aur muharmat se mulawis karkay barri nadaani ka muzahira karte hain maslan baaz log juloos milaad mein dhol dhamake , fehash filmi ganoon ki rerecording, nojawanon ke raqs wa saroor aur ikhtilaat mard wa zan jaisay haraam wa na jayiz Umoor ke murtakib hotay hain jo intehai qabil e afsos aur qabil e muzammat hai aur Adab wa tazeem e rasool ke manafi hai, inn naam Nihaad aqeedat mandoon ko sakhti se samajhane ki zaroorat hai, hum aِ ‫se qabeeh Aamaal ki sakhti se muzammat karte hain lekin hum yeh nahi kehte ke chand logon ke iss qabeeh amal ki wajah mehfil jashne eid milaad dun nabi jaisi azeem Saadat ko chore diya jaye ya ussay bidat  Siya e jaisay alqabaat se milaya jaye balkay hum iss pakeeza mehfil jashne eid milaad dun nabi mein jo bhi ghair sharai rasomaat baaz maqamat par murawej hain, unn sab ki buraiee bayan karte hain aur inn buraiyon se pak mehfil milaad mein shirkat apni dunyawi  wa Ukhrawi nijaat daimi ka sabab samajte hain, 



jashne eid milaad dun nabi
jashne eid milaad dun nabi
jashne eid milaad dun nabi



Allah taala se daahe ke hamein quran wa sunnat ke ehkamaat ko samajh kar amal pera honay ki toufeq ata farmaye aur martay dam tak hamara imaan salamat farmaiye .
ameeen Bija hin syedul mursaleen !



Ye Bhi Parhen : Milad Dun Nabi shareef

Post a Comment

0 Comments